Pdf file ki size kam karna [Hindi]
Pdf file ka size kaise kam kare. Aaj aap seekhenge ki kisi pdf file ke size ko online reduce kaise karte hai. Aap bahut aasni se kisi bhi pdf file ke size ko kam kar sakte hai. iske liye aapko apne mobile /computer me koi app or software install karne ki bhi jarurat nhi padegi. Aap bina kisi software ya android app ka use kiye kisi pdf ko compress karne asan tarika ke bare me janenge. Jab humare pdf ki size jyada hota hai to hume usko online upload karne me jyada time or mb lgta hai. Isi tarh large size wale pdf ko apne device me store karne me jyada space ki jaroorat hoti hai. Isliye pdf size ko reduce karne ki jankari niche diya gya hai. pdf file ka size kaise kam kare, pdf size kam kare.
[You learn about how to compress a pdf file online. You just need to follow some simple and easy steps to reduce size of a pdf online.]
Pdf file ka size kaise kam kare? Steps-
1. Pdf size kam karne ke liye Sabse pahale Small pdf website par jaye.
2. Iske baad 'Choose file' option par click kare. aur fir apna pdf file select karke upload kar lijiye.
3. Pdf file upload ho jane ke bad pdf ki size automatically reduce ho jayega. jaise ki aap neeche screenshot me dekh sakte hai.
4. Finally aap 'Download' icon par click karke compressed pdf file ko download kar sakte hai.
Note- Iss website par aap free me sirf 2 pdf file Per Hour compress kar sakte hai. agar aap 2 se jyada pdf compress karna chahte hai to aapko 1 hour wait karna padega.
Small pdf ke alaawa dusare website bhi hai jinse aap kisi pdf ke size ko compress kar sakte hai.
How to Reduce PDF Size (Other Websites)
1. iLovePDF
aap iss website ka use karke bhi kisi pdf file ko compress kar sakte hai. Iss website par jane ke bad compress pdf option ko select kar lijiye. aur fir apne computer ya mobile se pdf file upload karke pdf ko compress kar sakte hai.
Yeh website bhi pdf size ko kam karne ke liye bahut aacha hai aap apne mobile ya computer me kisi bhi pdf file ko bahut aasani se reduce kar sakte hai.
Iss tarh se aap bahut aasani se kisi pdf file ko online compress karke chhota kar sakte hai.
Pdf file ko chhota kaise karen. Ab aapne seekh liya ki pdf file ko compress kaise kare. [How to reduce PDF file size]. agar aapka koi sawaal ho to puch sakte hai.
Tags: pdf size kam kaise kare, pdf file ka size kaise kam kare, pdf size kam kare.
PDF Size कम कैसे करे?
Reviewed by VK Singh
on
November 28, 2022
Rating: